ek gadha tha jo apne aap ko duniya mein sabse akal mand samjhta tha;uska malik roz uspe rui daal kar ek puliya jo nadi pe bana tha usse par kar city mein rui (cotton) bechne jaata tha.ab roz k is kaam se chutkara paane k liye gadhe ne ek din soocha ki mein paani mein se hokar jaunga to rui kharab ho jayegi and maalik ka nuksaan ho jayega. but pani lagte hi rui bahut bhari ho gayi and gadhe ki lanka lagg gayi. "so the moral of the story is agar aap apne aap ko smart samjhte ho to doosro ko bewakoof nahi samjhna chahiye.agar kuch dekhana hai to usse permanently dekhao aise nahi ki jab pahad pe tracking karni ho tab to kuch nahi ;and jab kaam ho to______"
Samajhdaroo ko ishara hi kaafi hai
No comments:
Post a Comment